Drake (Hotline Bling) Song lyrics - Singles | Pardhaan

Tuesday, 19 December 2017

Drake (Hotline Bling) Song lyrics & Video - Singles | Pardhaan


Pichli raat ko
Alag hue jab
Pichli raat..

Alag hue jab pichli raat ko
Humein thodi si mushkil huyi
kya bataaun..

Alag hue jab raat ko
Mujhko badi zada khushi huyi
kya bataaun..

Badiya raha mera aaj ka din
khush hun main ab tere bin 
Badiya raha mera aaj ka din
khush hun main ab tere bin

Dekhna nahi chahta tera mooh
Pyaar to khatam ho chuka tha kabka
Bedagarak ho jaaye un sab ka
Jinhone kachumbar nikala hai love ka
Todna chahta hun un sabka mooh

Mujhko maalum nahi tha
Baat saari paison ki hai
Pyaar ishq Mohabbat
Kami mere jaison ki hai
Insaano se zada logo ko
Fikar ego ki hai

Alag hue jab pichli raat ko
Humein thodi si mushkil huyi
kya bataaun..

Alag hue jab raat ko
Mujhko badi zada khushi huyi
kya bataaun..

Badiya raha mera aaj ka din
khush hun main ab tere bin 
Badiya raha mera aaj ka din
khush hun main ab tere bin

Dosto ke saath ghumta hun
Raatbhar main ghar nahi hu jaata
kisika bhi phone nahi uthaata
Jo mann mein aata hai wahi hun gaata
Roz joint ke roach choomta hun

Pyaar to khatam ho chuka tha kabka
Bedagarak ho jaaye un sab ka
Jinho ne kachumbar nikala hai love ka

Alag huye jab pichli raat ko
Humein thodi si mushkil huyi
kya bataaun..

Alag huye jab raat ko
Mujhko badi zada khushi huyi
kya bataaun..

Badiya raha mera aaj ka din
khush hun main ab tere bin 
Badiya raha mera aaj ka din
khush hun main ab tere bin

Tu upset hai reh
Jitna bhi rehna hai tujhe
Manaane waala nahi hun
Yahi kehna hai tujhe
Do kodi ki choti choti baatein jo tu karti hai
chidti hai sadti hai akadti hai ladti hai
Bas..

Related Post

Next
Previous
Click here for Comments

0 comments: